Tuesday, April 8, 2025

TuM….

 Anchua aaghosh ka ehsaas 

Ankhon se hua

Dil ki dhadkane bin chuye hai sunaa…

Naaa jaanee kaunsa rishta hai tujseee

Jo dorrr naaa chuthee hai mujseee…

Hua hai tujse pehlaa dosti wala pyaarrr

Dartii hu karne se izhaarr..

Kahiii tujheee khoo na duu,

Jo ban bhaithaa hai meri aarzoo..

Hai tu ekk bhagwan ka tohfaa,

Jaha apna naataa haii anokhaa…

Haii tuu harr duaa salaaam mein shaamil..

Kash tu hotaa meri manzill..

Shayad kismat ko yahi hai manzur

Jispae haii mujhee guroor..

Rahoo tum bas aisee hee mere saath..

Chahe din ho ya raat…


Saare ehsaas samaye hai isme.....

Jane kiss pyar ke jazbaat hai isme.....

Jo bhi hai behad khubsurat ehsaas hai ye apne....

Khatma na ho kabhi ye khubsurat ehsaas apne